naachein baarish mein ~
sabhi bheegein naatakiyon sangh
chhorrdein yeh paakhandh
tript-e-aab ~
tar-o-tar maazaakion ke saath
chhorrdo yeh circusiye haal
aanandmaey barsaat ~
magann mann ki lagann jokeron ke sangh
na chaahein yeh maazaakiye jang
varsha mein naachein ~
sabhi kalakaar haasya sahit bheegein
thukaraayein yeh naatakiye maahaul
durlabh tandav nritya ~
parampara ko chunauti
raj mahal khaali huay